Fm गोल्ड निरंतर प्रगति की राह पर अग्रसर है । कुछ कमियों को समय रहते ठीक कर लेना बहुत जरूरी है । अक्सर frequency disturb हो जाती है । इस ओर तुरंत ध्यान देने की आवश्यकता है । बिनीस अपने कार्यक्रम में listeners का बड़ा ख्याल रखती हैं, यानी उनके msgs. खूब पढ़ती हैं ।अन्य presenters को भी चाहिए की अधिक से अधिक listeners को Fm गोल्ड के साथ जोड़ें ।
---::----
---::----
Satprakash Ji,
ReplyDeleteAapne jo frequency ki baat ki wo waqai sahi baat hai aur Gold ke aala adhikariyon ko chahiye ki wo iss kami ko jaroor door karein. Jahan tak raha sawaal msg padhne ka to kya aapko nahi lagta ki presenters ko sirf msg hi nahi balki program par bhi concentrate karna chahiye???? Kya sirf msg padhkar program nikaal dene se program accha ho gaya??????????? Program ke contents aur gaano ka chayan wo important nahi hai?????? Mere hisaab se to presenter wo hi sahi hai jo pehle Program ko tawazo de na ki msgs ko. Phir gaano ka selection aur phir ho sake to humare msgs. Jab wo bolna shuru kare to dil kare usse sunne ka na ki ye ho ki bas kucch bhi kahe jaa raha/rahi hai. Aur jab msgs nahi aaye to bas ho gayi inki bolti band.
ye kahana ki msgs. padhana program nikaalane jaisa hai, main is se sahamat nahien ! Shrota bhi aisi baatein bata sakate hain jis par presenters ka dhyan nahien jaata. phir program shrotaon ke liye hai, to unako bhi tawajjo milani hi chahiye.Line lagaakar msgs. padhane ko main nahien kahata. Achchhe aur pragram se sambandhit msgs. padhane se program mein vividhata aati hai.yah samay ki barbaadi hargij nahien ho sakati.
Delete